Main teri aankhon mein udaasi kabhi dekh sakta nahin
Tujhe khush main rakhunga, Sohnia
Main tere honthon pe khamoshi kabhi dekh sakta nahin
Saari baatein main sununga, Sohnia
Tere dil se na kabhi khe lunga
Saare raaz apne main tujhko de dunga
Meri jaan, tune mujhko paagal hai kiya
Mera lagda na jiya tere bagair
Tu maan, meri jaan, main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni baahon mein chhupa ke rakhunga
Tu maan, meri jaan, main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni aankhon mein basa ke rakhunga
Tu maan, meri jaan
Tu maan, meri jaan
Tu maan, meri jaan
Tu maan, meri jaan
Tu maan, meri jaan
Tu maan, meri jaan
Main saaya ban ke saath tere rahina 24 ghante
Main rahina 24 ghante (tere bina dil lagda nahin)
Main aankhon se chura loon, jaana, tere jo bhi gham the
Haaye, tere jo bhi gham the (tere bina dil lagda nahin)
Meri baahon mein aa ke tu jaana nahin
Aisi Rabb se main maangu dua
Tere dil se na kabhi khe lunga
Saare raaz apne main tujhko de dunga
Meri jaan, tune mujhko paagal hai kiya
Mera lagda na jiya tere bagair
Tu maan, meri jaan, main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni baahon mein chhupa ke rakhunga
Tu maan, meri jaan, main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni aankhon mein basa ke rakhunga
Tu maan, meri jaan
Tu maan, meri jaan
Tu maan, meri jaan
Tu maan, meri jaan
Maan, meri jaan
Tu maan, meri jaan
