Dédicaces
Chargement…
Déposer
DHEEME DHEEME — A.R. RAHMAN

Paroles · A.R. RAHMAN

DHEEME DHEEME

A.R. RAHMAN

2000

Dil hai chhota saa chhoti si aashaa
Masti bhare mann ki bholi si aashaa
Chand taaron ko chhuune ki aashaa
Aasamaanon mein uddne ki ashaa
Dil hai chhota saa chhoti si aashaa
Masti bhare mann ki bholi si aashaa
Chand taaron ko chhuune ki aashaa
Aasamaanon mein uddne ki ashaa
Dil hai chhota saa choti si aasha

Mehek jaauun main aaj to aise
Phool bagiyaa mein meheke hai jaise
Baadalon ki main odhoon chunariyaa
Jhoom jaauun main banke bawariyaa
Apni choti mein bandh luun duniyaa
Dil hai chhota saa chhoti si aashaa
Masti bhare mann ki bholi si aashaa
Chand taaron ko chhuune ki aashaa
Aasamaanon mein udane ki ashaa
Dil hai chhotaa saa chhoti si aashaa
Masti bhare mana ki bholi si aashaa
Swarg si dharti khila rahee jaise
Mera mann bhi to khil rahaa aise
Koyal ki tarahaa gaane ka aramaan
Machhali ki tarahaa machalu ye armaan
Jawaani hai laayi rangeen sapnaa
Dil hai chhota saa chhoti si aashaa
Masti bhare mann ki bholi si aashaa
Chand taaron ko chhuune ki aashaa
Aasamaanon mein udane ki ashaa
Dil hai chhota saa chhoti si aashaa
Masti bhare mann ki bholi si aashaa

M40 en live
M40
0:00 / 0:00